Jo dekhe ek baar ko
Palat ke baar baar woh
Khuda jaane kyon tujhe
Dekhne lagta hai
Sach boloon eemaan se
Khabar hai aasmaan se
Hairat mein, chaand bhi
Tujh ko takta hai
Ki koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat
Kaise ho sakta hai
Koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat
Kaise ho sakta hai
Khoobsurati par teri
Khud ko maine qurban kiya
Muskura ke dekha tu ne
Deevaane par ehsaan kiya
Khoobsurati par teri
Khud ko maine qurban kiya
Muskura ke dekha tu ne
Deevaane par ehsaan kiya
Dhoop bhi tere roop ke
Sone pe qurban hui hai
Teri rangat pe khud
Holi ki rut hairaan hui hai
Tujhko chalte dekha
Tujhko chalte dekha
Tab hirnon ne seekha chalna
Tujhe hi sunke koyal ko
Sur ki pehchaan hui hai
Tujh se dil lagaye jo
Urdu naa bhi aaye toh
Shakhs vo shayari karne lagta hai
Ki koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat
Kaise ho sakta hai
Koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat
Kaise ho sakta hai
Khoobsurati par teri
Khud ko maine qurban kiya
Muskura ke dekha tu ne
Deewaane par ehsaan kiya
Khoobsurati par teri
Khud ko maine qurban kiya
Muskura ke dekha tu ne
Deewaane par ehsaan kiya
======================================================
Navigate to: