Aap ke dil ne hamein aawaaz di, hum aa gaye

Hum ko le aayi mohabbat aapki, hum aa gaye

Apane aane ka sabab hum kya bataaye aap ko

Baithe baithe yaad aayi aap ki, hum aa gaye

Hum hai dilwaale bhala hum par kisi ka jor kya

Jaayenge apani khushi apani khushi hum aa gaye

Jaayenge apani khushi apani khushi hum aa gaye

Hum ko le aayi mohabbat aapki, hum aa gaye

Aap ke dil ne hamein aawaaz di, hum aa gaye

Kahiye abb kya hai charaagon ki jarurat aap ko

Leke aankhon ne wafa ki roshani hum aa gaye

Leke aankhon ne wafa ki roshani hum aa gaye

Hum ko le aayi mohabbat aapki, hum aa gaye

Aap ke dil ne hamein aawaaz di, hum aa gaye, aa gaye hum ,aa gaye hum , aa gaye hum.

Complete Lyrics of Aap Ke Dil Ne Hamein Aawaaz Di from the album Inteha

8 thoughts on “Complete Lyrics of Aap Ke Dil Ne Hamein Aawaaz Di from the album Inteha

  1. **mitolyn**

    Mitolyn is a carefully developed, plant-based formula created to help support metabolic efficiency and encourage healthy, lasting weight management.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to top