Aansu kabhi chalke nahi
Moti bikhar jayenge o sathiya
Aansu kabhi chhalke nahi
Moti bikhar jayenge o sathiya
Tujhme har pal hai wo fasala kab kaha fir hua
Tujhme har pal hai wo fasala kab kaha fir hua
Aansu kabhi chhalke nahi
Moti bikhar jayenge o sathiya
(Sach ki raho pe tu jo chalega
Ajmaish vo teri karega) (2)
Jindagi ki kadi dhup me bhi
Ban ke saya vo sang sang chalega
Roshni ye rahe samjho sara jahaa mil gaya
Roshni ye rahe samjho sara jahaa mil gaya
Aansu kabhi chhalke nahi
Moti bikhar jayenge o sathiya
(Dur tujh se hua hai agar wo
Yaad ban ke vo tujhme rahega) (2)
Dil se chaha hai tune use to
Sans ban kar vo tujhme rahega
Aas baki raheghe samjho tujko khuda mila gaya
Aas baki raheghe samjho tujko khuda mila gaya
Aansu kabhi chhalke nahi
Moti bikhar jayenge o sathiya
(Pak mariyam sa aanchal samandar
Jisme mojud hai tera sawan) (2)
Man ki aankho se dekho use to
Pass tere hai tera wo ishawar
Khudako dundho jara dil udasi se kyon hai bhara