Tu mera koi na hoke bhi kuch laage
Tu mera koi na hoke bhi kuch laage
Kiya re jo bhi tune kaise kiya re
Jiya ko mere bandh aise liya re
Samajh ke bhi na samajh main saku
Saveron ka mere tu sooraj laage
Tu mera koi na hoke bhi kuch lage
Tu mera koi na hoke bhi kuch lage
Tu mera koi na hoke bhi kuch lage
Apna bana le piya apna bana le piya
Apna bana le mujhe apna bana le piya
Apna bana le piya apna bana le piya
Dil ke nagar mein shehar tu basa le piya
Chhune se tere haan tere haan tere
Fikki ruton ko rang lage
Hmmmm
Chhune se tere ha tere ha tere
Fikki ruton ko rang lage
Teri disha mein kyu chalne se mere
Pairon ko pankh lage
Raha na mere kaam ka jag sara
Haan bass tere naam se hi guzara
Ulajh ke yun na sulajh na saku
Zubaaniyan teri jhoothi bhi sach lage
Tu mera koi na hoke bhi kuch lage
Tu mera koi na hoke bhi kuch lage
Tu mera koi na hoke bhi kuch lage
Apna bana le piya apna bana le piya
Apna bana le mujhe apna bana le piya
Apna bana le piya apna bana le piya
Dil ke nagar mein shehar tu basale piya
Oh sab kuch mera chahe naam apne likha le
Badle mein itni to yaari nibha le
Jag ki hirasat se mujhko chuda le
Apna bana le bas apna bana le
Apna bana le apna bana le