Oh buliya re
Kahe dil ki zubaan yeh
Chehre mein tere hi
Chaand chhupa hai na
Oh buliya re
Rehne ko hawayein
Zulfon mein tere
Yeh aaj bhi aaye na
Kaise bataun main
Jabse nigahon ne
Dekha yaar mera
Sajde ki raahon pe
Chalta hi jaaun main
Aisa haal mera
Bairiya re bairiya re
Tu hi mera bairiya re
Bairi tune chhini tune nindiya
Bairiyaa re
Bairi tune chhini tune nindiya
Bairiyaa re
Jab tu sab tu
Fariyad kya hi karun
Maine yeh dil tere naam kiya
Dar pe ghar ke
Jo rakhe hai tune kadam
Ghar aashiyan tabse hai bann gaya
Tu mileya re
Mil jaati hai raahein
Ab se ye safar aasan tera mera
Kaise bataun main
Jabse nigahon ne
Dekha yaar mera
Sajde ki raahon pe
Chalta hi jaaun main
Aisa haal mera
Bairiya re bairiya re
Tu hi mera bairiya re
Bairi tune chhini tune nindiya
Bairiya re hey, bairiyaa re
======================================================
Navigate to: