Lagey paañv mein jo chubtey se
Mere sapne hain
Saare mujhko samet ke
Yeh rakhne hain
Kiye Jaa Rahi hai mazaak
Mujhse hai zindagi
Tarsaaye Boond boond na bujhne de
Tishnagi
Sooni padi meri taqdeereiñ
Koi Nazar na aaye
Poori hui nahi tasveereiñ
Koi rañg lagaaye
Maiñ toh dhoondhoon Darbadar
dhoondhoon darbadar
Koi raah na dikhaaye
Dhoondoon darbadar
Dhoondoon darbadar
Na miley ghar
Maiñ toh dhoondhoon Darbadar
dhoondhoon darbadar
Koi raah na dikhaaye
Dhoondoon darbadar
Dhoondoon darbadar
Na miley ghar
Kabhi agar tu kho jo jaaye
Toh yaadeiñ apni chhaananaa
Waheeñ mileñgi tujhko
Ghar ki wo raaheiñ
Jahaañ tera hai aalna
Sooni padi meri taqdeereiñ
Koi Nazar na aaye
Poori hui nahi tasveereiñ
Koi rañg lagaaye
Maiñ toh dhoondhoon Darbadar
dhoondhoon darbadar
Koi raah na dikhaaye
Dhoondoon darbadar
Dhoondoon darbadar
Na miley ghar
Maiñ toh dhoondhoon Darbadar
dhoondhoon darbadar
Koi raah na dikhaaye
Dhoondoon darbadar
Dhoondoon darbadar
Na miley ghar
======================================================
Navigate to: