Ke sharab kagaz kalam aur teri tasveer
Ke sharab kagaz kalam aur teri tasveer
Rakh dena meri kabr ke paas
Haan mere marne ke baad
Meri bas itni si khurak hogi
Tere chehre pe likha hai
Haan ke tu bewafa hai
Kehne ko ab kya bacha hai
Tere chehre pe likha hai
Haan ke tu bewafa hai
Kehne ko ab kya bacha
Har baat ho gayi hai
Laa pila de sharaab
Meri ab raat ho gayi hai
Laa pila de sharab
Meri ab raat ho gayi hai
Meri maut ki sanam ab
Shuruwat ho gayi hai
Laa pila de sharaab
Meri ab raat họ gayi hai
La pila de sharab
Meri ab raat ho gayi hai
Jhooth chhupa chhupakar tum
Kaise chain se sote ho
Pehle aansu dete ho phir
Kehte ho ki rote ho
Bewafa tune bewafai
Karne se pehle sochi nai thi
Ab maut ko meri rokne wale
Kaun bhala tum hote ho
Ke main teri shatranj ka
Badshah tha par lekin
Meri hi sheh ab meri maat ho gayi hai
Laa pila de sharaab
Meri ab raat ho gayi hai
Laa pila de sharaab
Meri ab raat ho gayi hai
Ik sharab hi hai jo meri hai
Mujhe aur kisi ki talash nahi
Mujhe aur kisi ki talash nahi
Mujhe aur kisi ki talash nahi
Mere hisse ke gham bhi mila de
Sanam zindagi ab bardasht nahi
Zinda rehke kya mila yahan bas bewafai hai
Main maut ka deewan ik maut mein sacchai hai
Meri saansein jo bachi hain
Cheekh ke woh keh rahi hain
Duayein ki thi jo barbaad ho gayi hai
Laa pila de sharaab
Meri ab raat ho gayi hai
Laa pila de sharab meri
Ab raat ho gayi hai
Meri maut ki sanam ab
Shuruwat ho gayi hai
Laa pila de sharaab
Meri ab raat ho gayi hai
La pila de sharab
Meri ab raat ho gayi hai
Laa pila de sharaab
Meri ab raat ho gayi hai
======================================================
Navigate to: