Mere mahboob qayamat hogi
Aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi
Naam niklega tera hi lab se
Jaane jab iss ye dil-e-naakaam se rukhsat hogi
Mere mahboob
Mere sanam ke dar se agar
Baad-e-saba ho tera guzar
Kehna sitamgar kuch hai khabar
Tera naam liya jab tak bhi jiya
Aye shama tera parwana
Jis se ab tak tujhe nafrat hogi
Aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi
Mere mahboob qayamat hogi
Aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi
Mere mahboob
Teri gali mein aata sanam
Naghma wafa ka gaata sanam
Tujhse suna na jaata sanam
Phir aaj idhar aaya hoon magar
Yeh kehne main deewana
Khatam bas aaj yeh woh hasrat hogi
Aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi
Mere mahboob qayamat hogi
Aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi
Mere mahboob
Meri tarah tu aahen bhare
Tu bhi kisi se pyar kare
Aur rahein woh tujhse pare
Toh yeh tu bhi bhool na jana
Ke na tujhpe bhi inayat hogi
Aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi
Mere mahboob qayamat hogi
Aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi
Mere mahboob
Mere nazarain toh gila karti hain
Tere dil ko bhi sanam tujhse shikayat hogi
Mere mahboob…
======================================================
Navigate to: